10TH CLASS PAIRING SCHEME 2019 MATH-ALL PUNJAB BOARDS

10TH CLASS PAIRING SCHEME 2019 MATH-ALL PUNJAB BOARDS

10TH CLASS PAIRING SCHEME 2019 MATH-ALL PUNJAB BOARDS



Kia Ap bhi matric ki pairing scheme talaash ker rahay hain k ap bhi aik behtar tareeke se tayari ker k 95%+ marks men kamyabi hasil kerna chahtay hain to app bilkul theek jaga par pohanchay han ku k aaj men ap ko btao ga k ap pairing scheme to dakh lan ga aur download bhi ker lan ga lakin ap is k mutabik tayari kase kerain aur sab se aham bat ye k aksar log pochte hain k pairing scheme change to ni ho gi to g han is k jawab ye hai k pairing scheme change ni ho gi but aksar students jo matric ker chukay hote hain wo ye bhi kahte hain k hamari baar ye tabdil ho gai the physics men is liye hamare number kam aye hain to dosto is ka jawab mere pass to yahe hai k un logon ne sirf 2 chapters k numerical kiye aur 2 chapter ki theory ku k unho ne pairing scheme men dakh lia tha k is chapter men se part a aye ga aur is chapter men se part b aye ga aur unho ne sirf wo he chapter tayar kiye to yar zara ye socho k agar board itna kuch he bta da to phir pichay paper lane k liye rah kiya gaya aur ye problem sirf physics men he aksar dakhne ko milti ha ku k is ka aik part numerical se ata ha and biology,Chemistry,physics aur math,pak study,computer men to jase pairing scheme k andar questions diye hue hain wo wase he atay hain aur tabdil bhi ni hote aur pairing scheme ki sab se mazay ki bat ye ha k ap bohat kam waqt men achi tayari ker k A+ grade men kamyabi hasil ker sakte hain warna 9th,10th ki books kafi bari aur mushkil han aur bohat zayada syllabus dia hua ha k har student ise yad ni ker pata aur aksar achay students bhi in ko pori tarah yad ni ker pate ku k syllabus bohat zayada ho chuka ha aur agar aap k achay marks ni atay to aik tarf se ap ka merit to low ho ga he ap ko kisi achay college men dakhla lane k iye kafi fees pay kerni paray gi jo kafi ghareeb students pay he ni ker pate aur is ki waja se un ki study bi band ho jati ha ya phir agar ap fees pay ker bhi date hain to bhi ap ko college men kisi low section men jaga milay gi A section men ni bethaen ga.Friends start men ye baat bhi saamne aaye thi k all punjab bords ne pairing scheme khatam ker di ha aur ya announce kia ha k students full book yad kerain paper kahen se bhi ban sakta ha to dosto ye bat bhi sach the lakin phir inho ne decide kia k aksar students jo pairing scheme k according tayari kerte hain un k marks bohat kan aen ga aur achay colleges men dakhla bhi ni miley ga to is par board ne dobara decide kia aur phi ye kah dia k ham pairing scheme change ni ker rahay jase pahle thi wase he rahay gi.Ab all subject ki pairing scheme 2019 wasi he ha jase 2018 men thi sirf aik subject physics ki tabdil hui ha jo ap dakh sakte han k new kia ha.
Dosto meri advice yahe hai k meri tarah ap bhi pairing scheme k mutabik tayari kerain aur achay marks hasil kerain jase men ne 9th men 481 marks hasil kiye aur ab inshallah 10th men bhi 2019 men achay marks ki umeed ha.
Allah pak aap ko,mujhe aur tamam students ko kamyaabi ataa faraye.(Ameen)


Kia aap bhi 10th class ki MATH ki pairing scheme talaas ker rahay hain to aap bilkul sahi jaga par han ku k ham ne 10th class ki MATH ki 2019 ki pairing scheme jo k latest ha upload ker di ha app niche dakh sakte hain aur apne mobile ya pc men save ker sakte han.....

10TH CLASS PAIRING SCHEME 2019 MATH-ALL PUNJAB BOARDS



Related Pairing Schemes 2019